Saturday, March 15, 2008

Sharaab...

Sharaab ka jaamo mein raatein rami si hai...
Lagta hai jese kahi kuch kami si hai..

Na jeene ki chaah hai na marne ka gam...

Pata nai kis mod pe aake zindagi thami si hai!!!!

Apno ke diye...

Apno ke diya dard ka marham nahi hota...
Gero ke to zakhm tak bhar jaya karte hai...
Insaan insaan ko kya dega???
Mangna hai to uss khuda ke mango..
Jiska dar aate hi har sar jhuk jaya karte hai!!!