मौत के क़रीब होकर जब ज़िंदगी से मुलाकात हुई |
दिल में दर्द था बस आँखों से बात हुई |
सोचा जिक्र करे कुछ पल की साँसों का |
पर देखा की ज़िंदगी तो ख़ुद मौत की मोहताज हुई...
Sunday, January 29, 2012
Maut aur Zindagi Ki Mulaqat
Posted by
Dil se....
1 comments
Deep Inside
कत्ल करके पूछते है कि हाल कैसा है ??
वो जो ज़िंदगी कि दुआ किया करते थे.....
Posted by
Dil se....
0
comments
Wednesday, February 11, 2009
Hasrat labzzz bankar..........
Hasrat labzz bankar zuba pe kabhi aati hi nahi,
Aas dil me dum tod deti hai dhadkano tak jati hi nahi,
Hume tutta dekhkar khusi dur se hi palat jati hai,
Aur log samjhte hai khushi hamare daaman me samaati hi nahi……..
Posted by
Dil se....
1 comments
Sare raah chorkar........
Sare raah chorkar wo is tarah se ja rahe the,
Jese andehere me dipak ki lo bhuja rahe the,
Zindagi jeeni ki chah to kabse chor chuke the hum,
Wo hume maut ke aur karib le j arahe the…………
Posted by
Dil se....
0
comments
Qu meri mayusi......
Qu meri mayusi ka saya kisi aur pe chaata hai,
Jo meri khusi me hasta aur gam me ro jata hai,
Ye sochkar aaj mujhe swaarthi ho jane de……..
Sari duniya ki khusi mere daaman me samaane de…
Posted by
Dil se....
0
comments
Har koi matlab..........
Har koi matlab k liye sath nibata hai,
Kaam nikalte hai begana sa ho jata hai,
Is be-reham duniya se umid nahi hai koi,
Waqt padne par to saya bhi sath chor jata hai!
Posted by
Dil se....
0
comments
Monday, June 2, 2008
Qatl karenge wo....
Qatl karenge wo kuch iss tarah ye socha na tha...
Ruhh bhi kaap uthegi dard se ye socha na tha...
Do kadam sath kya chale wo...laga manzil dur nahi...
Zindagi ke roop me wo qatil nikalenge ye socha na tha!!!
Posted by
Dil se....
1 comments
Labels: Zindagi
Apne hi to...
Apne hi to daaman jala ke bhul jate hai...
Khud ke hath zakhmi kar marham bhi humse lagwate hai...
Apno ne hi diye hai andhere kuch iss taraha ki..
Ab hum ujale ke naam se bhi ghabrate hai!!!
Posted by
Dil se....
0
comments
Sunday, June 1, 2008
Zindagi ki kitab...
Zinadagi ki kitab jab hum likhne bethe...
Apno ke har gam ko usme saja bethe...
Na rona ise padkar dosto...
Khata hamari hi thi jo...........
Apno ke har dhoke ko vishwaas samjh bethe!!!
Posted by
Dil se....
0
comments
Labels: Zindagi
Jo kadamo me....
Jo kadamo me Khusia bichane ka kahte the..
Wo kaante chuba gaye...
Iss dil ko gamo mein dubate chale gaye..
Khush rakhna e-khuda unko...
Jo apne hokar gero sa saluk kar gaye!!!
Posted by
Dil se....
0
comments
Monday, April 21, 2008
Aaj dil ka dard...
Aaj dil ka dard phir dil mein reh gaya..
Zuba se phir aaj na kuch kaha gaya..
Aankho ne har mod pe sath na chora..
dard aankho se phir aansu bankar beh gaya!!!
Posted by
Dil se....
5
comments
Aankho se na....
Aankho se na pucho kya kasur hai unka??
Ye to har khushi har gam mein ek jesi wafa nibhati hai..
Kasur hai to iss zalim zindagi ka...
Jo har modd pe azmaa ke be-wafai dhikati hai...
Posted by
Dil se....
0
comments
Wednesday, April 16, 2008
Najane qu..
Najane qu har koi vishwaas ke badle daga de jata hai..
Hota hai wo koi apna hi jo dilko dhuka jata hai...
Shikayat bhi kya kare unse abb..
Jinhe humpe bhul se bhi taras nahi ata hai!!!
Posted by
Dil se....
0
comments
Zindagi hasne ke mauke kam...
Zindagi hasne ke mauke kam,rone ke hazaar deti hai..
Ye kesi saza hai jo hume wo bar bar deti hai..
Gunaah karte to aalam hi kuch aur hota..
Jab be-gunaah hoke hi mulzim karaar karti hai!!!!!
Posted by
Dil se....
0
comments
Saturday, March 15, 2008
Sharaab...
Sharaab ka jaamo mein raatein rami si hai...
Lagta hai jese kahi kuch kami si hai..
Na jeene ki chaah hai na marne ka gam...
Pata nai kis mod pe aake zindagi thami si hai!!!!
Posted by
Dil se....
0
comments
Apno ke diye...
Apno ke diya dard ka marham nahi hota...
Gero ke to zakhm tak bhar jaya karte hai...
Insaan insaan ko kya dega???
Mangna hai to uss khuda ke mango..
Jiska dar aate hi har sar jhuk jaya karte hai!!!
Posted by
Dil se....
17
comments
Monday, January 7, 2008
Zakhm dekar....
Zakhm dekar wo muskurane ka wada mangte hai...
Qatl karke khud hi humse jeene ki wajah mangte hai...
Dekhiye hamare sabr ki intehaa.........
Khud tutkar bhi unke sambhalne ki dua mangte hai!!!
Posted by
Dil se....
2
comments
Thursday, December 27, 2007
Vishwaas "Never ment to be trusted"
Vishwaas shabd se nafrat karte hai hum...
Par uss shabd ki khushkismati dekhiye,
ki aaj bhi wo apno pe karte hai hum...
Jab tutta hai wo to har tukda dard deta hai..
Par hamari badkismati dekhiye,
ki us dard se dosti karte hai hum...
Taklifo se nata purana hai humara..
Isliye uske har tukde ko chukar..
Apne hath zakhmi karte hai hum...
Par uss shabd ki khushkismati dekhiye......
ki ajj bhi......
Posted by
Dil se....
0
comments
Monday, October 29, 2007
Jab kabhi hum....
Jab Kabhi hum bahut muskurate hai....
Zakhmo ko daawat dekar mehfil mein bulaate hai...
Bhul na jaye us dard ki chuban ko...
Isliye aksar aasuon ko bahate hai!!!!!
Posted by
Dil se....
0
comments
Tute hue dilme....
Tute hue dil me jazbaat nahi basta....
Dard ki mehfil me kabhi armaan nahi sajta..
Humsafar ki chaah jinhe hogi.... unhe hogi...
Yaho to zindagi ka do kadam ka sath hai chubta!!!!
Posted by
Dil se....
0
comments